Archive for July 2014
Toot Sa Gaya Hai Mere Aitbar kA WaJood Ab,
Koi Mukhlis Bhi Ho To Yaqeen Nahin Aata..!
Koi Mukhlis Bhi Ho To Yaqeen Nahin Aata..!
Toot Sa Gaya Hai Mere Aitbar kA WaJood
AGAR TUM PASS REHTAY TO
Muhabbat Kay Sawaloon Ko
Hawalay Mil Gaey Hotay
Jahan Phoolon ko khilna Tha
Wahin Pay Khil Gaey hotay
Miray Eeman Ki Takmeel Bhi Asan Ho Jati
Farariyat Mujhay Bay-Simt Raston Par Na BhatKati
Zaroorat Mujh Ko Bay-Awaz Chehron Say Na MilWati
Hazaar Soratoon Main, main Yun Taqseem Na Hota
Agar Tum Pass Rehtay To ....

Wohi Qissay Hain Wohi Baat Purani Apni
Kon Suntan Hai Bhala Raam Kahani Apni,
Har Sitamgar Ko Yeh Hamdard Samajh Leti Hai
Kitni Khush Feham Hai Kambakht Jawani Apni,
Roz Miltey Hein Dareechay Mein Naey Phool Khiley
Chorr Jata Hai Koi Roz Nishani Apni,
Tujhse Bichrrey Hein Tou Paya Hai Bayabaa�n Ka Sakoot
Warna Daryao�n Se Milti Thi Rawani Apni,
Qeht-E-Pindaar Ka Mosam Hai Sunehray Logo
Kuch Taiz Karo Ab K Giraani Apni,
Dushmano Se He Ab Gham-E-Dil Ka Madava Mangey
Doston Ne Tou Koi Baat Na Maani Apni,
Aaj Phir Chaand Ufaq Par Nahi Ubhra Mohsin
Aaj Phir Raat Na Guzrey Gi Suhani Apni..!

Mujhy Chahty Ho Tum ,Phr Nazar Andaz Bhi krty Ho...
Is Fun-e-Adakari Main Tumhara Ustad Koi Nahi ...!!
Is Fun-e-Adakari Main Tumhara Ustad Koi Nahi ...!!
Mujhy Chahty Ho Tum
Zara Sa Muskura Dena Eid se Pehle Pehle..
Har Ek Gham Ko Bhula Dena,
Eid se Pehle Pehle..
Na socho k kis kis ne dil dukhaya..
Sabb ko maaf kr dena,Eid se Pehle Pehle.
Kya pta phir moqa na mil paye hame
Is liye dil ko saaf kr lena, Eid se pehle Pehle.
Ho sakta hai kal hum rahain na rahain..
Is liye Deta hun Eid ki Mubarakbaad....
"EID Se Pehle Pehle"

Zara Sa Muskura Dena Eid se Pehle
Ek Arsay Say Muyassar Hi Nahi Hai Hum Ko.
Wo Lafz Jisay Log Qaraar Kehtay Hain.
Wo Lafz Jisay Log Qaraar Kehtay Hain.
Ek Arsay Say Muyassar Hi Nahi Hai Hum Ko
Log Likhte Rahe Mere Aanson Pe Ghazlian..
Tum Nay To Itna Bhi Nahin Pocha k Roti Kiyon ho..!
Tum Nay To Itna Bhi Nahin Pocha k Roti Kiyon ho..!
Log Likhte Rahe Mere Aanson Pe Ghazlian,Sad two line poetry.very sad shayari
Hamary Shehar Aa Jaao Sadaa Barsaat Rehti Hai..
Kabhi Baadal Barasty Hein Kabhi Aankhen Barasti Hein....
Kabhi Baadal Barasty Hein Kabhi Aankhen Barasti Hein....
Hamary Shehar Aa Jaao
Hum Bhi Kiya Hain Bhare Phirte Hain Badal Ki Tarha....
Aur Ankhon Se Chalak Jata Hai Jab Pani Bhi...
Aur Ankhon Se Chalak Jata Hai Jab Pani Bhi...
Hum Bhi Kiya Hain Bhare Phirte Hain Badal Ki Tarha
Wese to nahin miltey, chalo kar lein bahana,
Seeney se lag ke mere kaho Eid mubarak.
Seeney se lag ke mere kaho Eid mubarak.
Eid Mubark Shayari,Eid Mubark Poetry
Har Jurm Meri Zaat Se Mansoob Huwa Hai,
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saray...!
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saray...!
Har Jurm Meri Zaat Se Mansoob Huwa Hai
Ajeeb Halat Hoti Hai Is Mohabbat Mein Dil Ki,
Udaas Jab Bhi Yaar Ho Kasoor Apna Hi Lagta Hai...!!!
Udaas Jab Bhi Yaar Ho Kasoor Apna Hi Lagta Hai...!!!
Ajeeb Halat Hoti Hai Is Mohabbat Mein Dil Ki
Tum Nay Hi Kaha Tha K Aankh Bhar K Dekh Liya Karo,
Ab Aankh To Bhar Aati Hai Per "TUM" Nazar Nahi Aaty...!
Ab Aankh To Bhar Aati Hai Per "TUM" Nazar Nahi Aaty...!
Tum Nay Hi Kaha Tha K Aankh Bhar K Dekh Liya Karo
Ye Haseen Mausam, Ye Barish, Ye Hawaayn,
Lagta Hai Mohabbat Ne Aaj Kisi Ka Saath Diya Hai�
Lagta Hai Mohabbat Ne Aaj Kisi Ka Saath Diya Hai�
Ye Haseen Mausam, Ye Barish, Ye Hawaayn
Mohabbat Ki Kasam Wo Aisa Nahi Tha
Wo apna Tha Magar Lagta nahi Tha,
Na Jane kyun Na Aaya Mujh Se milne
Zamanay Se Tu Wo Darta Nahi Tha,
Tabasum Ki Buri Aadat Thi Us Ko
Wo Mujh Ko Dekh Kar To Hansta Nahi Tha,
Mere Dil Mein Hai Ab Bhi Us ki Ulfat
Wo Mera Tha Mere Jaisa Nahi Tha...,
Wo apna Tha Magar Lagta nahi Tha,
Na Jane kyun Na Aaya Mujh Se milne
Zamanay Se Tu Wo Darta Nahi Tha,
Tabasum Ki Buri Aadat Thi Us Ko
Wo Mujh Ko Dekh Kar To Hansta Nahi Tha,
Mere Dil Mein Hai Ab Bhi Us ki Ulfat
Wo Mera Tha Mere Jaisa Nahi Tha...,
Mohabbat Ki Kasam Wo Aisa Nahi Tha
Hum To Hanste Hain Dosron ko Hasane k Khatir,
Wrnaa Dil Pe Zakham Itne Hain k Royaa Bi Nhn Jataa.!!
Wrnaa Dil Pe Zakham Itne Hain k Royaa Bi Nhn Jataa.!!
Hum To Hanste Hain Dosron ko Hasane k Khatir
Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par ~
Mehsus Hua Tum Aaye Ho, Andaaz Tumhare Jesa Tha ~
Hawa K Halke Jhonke Ki Jb Aahat Payee Khirki Pr ~
Mehsus Hua Tum Guzre Ho, Ehsaas Tumhare Jesa Tha ~
Mein Ne Girti Boondon Ko Rokna Chaha Haathon Pr ~
Aik Sard Sa Phir Ehsaas Howa, Wo Lams Tumhare Jesa Tha ~
Tanha Main Chali Phir Barish Me, Tab Ek Jhonke Ne Saath Diya ~
Main Samjhi Tum Ho Saath Mere, Wo Saath Tumhare Jesa Tha ~
Phir Ruk Gai Wo Barish Bhi Rahi Na Baqi Ahat Bhi ~
Main Samjh Mujhe Tum Chorr Gaye, Andaz Tumhare Jesa Tha~

Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par
Nafratein lakh sahi usko meri zaat se magar,
Mere ziker pe uska dil to dharakta hoga...!
Mere ziker pe uska dil to dharakta hoga...!
Nafratein lakh sahi usko meri zaat se
Hum To Hanste Hain Dosron ko Hasane k Khatir,
Wrnaa Dil Pe Zakham Itne Hain k Royaa Bi Nhn Jataa.!!
Wrnaa Dil Pe Zakham Itne Hain k Royaa Bi Nhn Jataa.!!
Hum To Hanste Hain Dosron ko Hasane k Khatir
Hum Log Samandar Key Bichray Howay Sahil Hain..!!
Is Par Bhi Tanhai Us Par Bhi Tanhai...!!!
Is Par Bhi Tanhai Us Par Bhi Tanhai...!!!
Hum Log Samandar Key Bichray
Aitbaar-e-Waqt Pe Be-Ikhtiyaar Ho Ke Roo Pare,
Kho Kar Kabhi Usse Toh Kabhi Pa Ke Roo Pare.
Khushiyan Hamarey Paas Kahan Mustaqil Rahein,
Bahir Kabhi Hansey Toh Ghar Aa Ke Roo Pare.
Gila Nahi Kisi Se Sab Ilzaam Apne Sir Ke Hai,
Uss Ke Dard Main Qaid Thai Magar Azad Ho Ke Roo Pare,
Humara Bhi Ajeeb Haal Hai Kisi Haal Main Khush Nahi,
Dukh Hi Itne Miley Ki Sukh Pa Ke Roo Pare.

Aitbaar-e-Waqt Pe Be-Ikhtiyaar Ho Ke Roo Pare
Nasir Kiya Kehta Phirta Hai Kuch Na Suno To Behtar Hai
Deewana Hai, Deewane K Mon Na Lago To Behtar Hai,
Kal Jo Tha Woh Aaj Nahn Jo Aaj Hai Kal Mat Jaega
Rokhy Sokhy Jo Mil Jae, Shukar Kro To Behtar Hai,
Kal Ye Taab-O-Tawaa'n Na Rahegy Thanda Ho jaega Laho
Naam-E-Khuda Jawan Abhi Kuch Kar Guzaro To Behtar Hai,
Kapre Badal Kr, Bal Bana kar, Kahan Chale Ho Kiss k liye
Raat Bohat Kaali Hai Nasir Ghar Hy Raho To Behtar Hai..!

Hit Nasir Kazmi Shayari,Nasir Kazmi Ghazal Shayari,Nasir Kazmi Best Poetry
Uski Muhabbat Ny Itna Mazboot Kiya Mujhy,
Faqat Uski Judai Ke Siwa Koi Toor Na Saka...!!!
Faqat Uski Judai Ke Siwa Koi Toor Na Saka...!!!
Uski Muhabbat Ny Itna Mazboot Kiya Mujhy
Tumhari Yaad Khazana Bhi Hai Asasa Bhi,
Jo Tumko Bholon To Phirsy Faqeer Ho Jaon...!!!
Jo Tumko Bholon To Phirsy Faqeer Ho Jaon...!!!
Tumhari Yaad Khazana Bhi Hai Asasa Bhi
Koi Us Shakhs Ko Bas Itna Bata De..
K Mera Chaand Meri Eid Usi Se Hai..
K Mera Chaand Meri Eid Usi Se Hai..
Eid Urdu Poetry.Short Eid Shayari.Two Line Eid Poetry
Kaha usny keh Akhir tm bhula do gy mujhy ik din�
Kaha maine,Karoon main kia k Mar jana Muqaddar hy..
Kaha maine,Karoon main kia k Mar jana Muqaddar hy..
Touching Two Line Shayari.2014 Hit Shayari
Zamanay Ka Sahara To Ba-Zahir Aik "Dikhawa" Hai,
Haqeeqat Mein Mujhay Mere "KHUDA" Girnay Nahi Daita...!
Haqeeqat Mein Mujhay Mere "KHUDA" Girnay Nahi Daita...!
Zamanay Ka Sahara To Ba-Zahir Aik "Dikhawa" Hai
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai
Tum Hans K Milo Phoolon Ki Tarha,,,
Din Raat Katein Khuwabon Ki Tarha,,,
Aawara Hawaa Lehra K ChaLe,,,
Lehra K ChaLe Jab Shaam DhaLe,,,
Ek Pair TaLe Tum Hans K MiLo,,,
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai�!!!
Tum Sath Raho Saanson Main Raho,,,
Tum Paas Raho Baahon Main Raho,,,
Tum DiL Main Raho Dharkan Ki Tarha,,,
Khuwabon Main Raho Yaadon Ki Tarha,,,
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai
Tum Hans K Milo Phoolon Ki Tarha,,,
Din Raat Katein Khuwabon Ki Tarha,,,
Aawara Hawaa Lehra K ChaLe,,,
Lehra K ChaLe Jab Shaam DhaLe,,,
Ek Pair TaLe Tum Hans K MiLo,,,
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai�!!!
Tum Sath Raho Saanson Main Raho,,,
Tum Paas Raho Baahon Main Raho,,,
Tum DiL Main Raho Dharkan Ki Tarha,,,
Khuwabon Main Raho Yaadon Ki Tarha,,,
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai
Bus Itni MOHABBAT Kafi hai
Chalti Hein Dil k Shehar Mein Youn hi Hakoomtein,
Bus Jo Bhi Us Ne Keh Diya, Dastoor Ho Giya..!
Bus Jo Bhi Us Ne Keh Diya, Dastoor Ho Giya..!
Chalti Hein Dil k Shehar Mein
Hijar lazim hai To...! Phir Wasal Ka Waada Kaisa...!
Ishq To Ishq hai Kam Kaisa.....! Ziyada kaisa...!
Ishq To Ishq hai Kam Kaisa.....! Ziyada kaisa...!
Hijar lazim hai To Phir Wasal Ka Waada Kaisa
Aajao Kisi Rooz To Main Tumhari Rooh Me Utar Jaon,
Sath Rahon Main Tumharay Kisi Or Ko Na Nazar Aaon,
Chahay Bhi To Koi Choo Na Sakay Mujh Ko Is Tarha,
Tum Kah Do To Yun Tumhari Zaat Me Beekhar Jaon,
Karon Nichawar Main Muhabbat Aesi Tum Se Lipt Kar,
Is Adaa Se Choom Lon Tumhain K Had Se Guzar Jaon,
Ab To Lag Jao Seenay Se K Meri Dharkan Tham Jaey
Aaghosh Me Le Kar Apni Tumhari Saans'on Me Utar Jaon,

Aajao Kisi Rooz To Main Tumhari Rooh Me Utar Jaon
Unhain Shikwa Tha K Main Usse Samajh Na Saka!!
Aur Mujhe Ye Maan Tha K Main Janta Fakat Ussi Ko Tha.!
Aur Mujhe Ye Maan Tha K Main Janta Fakat Ussi Ko Tha.!
Unhain Shikwa Tha K Main Use Samajh Na Saka
Teri Duniya Ka Yeh Dastoor Bhi Ajeeb Hai Khudaya,
Muhabbat Un Ko Milti Hai Jinhein Karni Nahi Aati...!!!
Muhabbat Un Ko Milti Hai Jinhein Karni Nahi Aati...!!!
Teri Duniya Ka Yeh Dastoor Bhi Ajeeb Hai Khudaya
Tanhai Wohy Jantay Hain Jin Ko Wafa Na Mily Ho,
Woh Kiya Jaanay Tanhai Ko Jo Mohabat Ko Mazaq Samjte Hain.!
Woh Kiya Jaanay Tanhai Ko Jo Mohabat Ko Mazaq Samjte Hain.!